Full form of nrc
Full form of nrc kya hai Iss post me ham baat karenge, CAB aur CAA kya hai? Inki full form kya hai ? and NRC kya hai?इन सब केबारे मे हम डीटेल में बात करेंगे
what is CAB and CAA ? and full form of CAA,full form of CAB.
Sabse pahle basic baat karte hai.CAB aur CAA ek hi chij hai.Inme fark sirf itna hai ki CAB pahle ek BILL tha aur ab ek ACT ban gaya hai .
full form of CAB – citizenship amendment bill
full form of CAA – citizenship amendment act
Bill ka hindi matlab hota hai videyak and ACT ka hindi matlab hota hai kanoon.To sidhi si baat jo pahle BILL tha,ab wahi lok sabha and rajyasabha se pass hokar,Rashtrapti ke sign ke baad ab ACT ban gayaa hai.
1. Iss kanoon ke andar,pakistan,afganistan and bangladesh se aaye huye अल्पसंख्यको ko,Bhaarat ki naagrikata asaani se prapt karne ka प्रावधान kiya gayaa hai.
2. Upar bataaye gaye teeno desho mein se hindu,sikh,isaai,jain,buddh aur paarasi ko hi is kanoon ke tahat bhaarat me asaani se citizenship mil sakti hai.Muslim समुदाय ko is kanoon ke tahat koi nagarikata nahi di jayegi.
3. Muslims ko is kaanoon me na lene ka karan alag hai.Upar bataaye gaye teeno desho me,hindu,sikh,jain,buddh,isaai and paarsi hi अल्पसंख्यक hai.In desho mein muslim to majority me hai. so muslim ko wahan koi pratadanaa nahi jhelni padti.
4. Bhaarat ke alava koi aisa desh nahi hai jo dharm ke adhaar par in 6 dharm ke logo ko panaah de.that is why bhaarat sarkaar ne CAB laane ka faisla liya.Duniya me kai saari country hai jo islamik rastra hai jaha muslims ko शरण mil sakti hai.
5. Teeno desho se aaye jo log 31 december 2014 se pahle se india me rah rhe hai unhe is ACT ke tahat nagarikata di jayegi.
CAB sirf nagarikata dene ka kanoon hai.Is kanoon se kisi ki nagarikata chhini nahi jayegi
what is NRC?
Agar NRC ke baare me baat kare to,Sidhi si baat ye hai ki jo log kisi dusre desh ke hai.Hamaare deh me ghuse baithe hai,Unko NRC ki madad se dhundh kar hamaare desh se baahar karna hai.NCR ko national register of citizens of india ke naam se jaana jaata hai. Kabhi kabhi NRC ko national register of citizens ke naam se bulaa dete hai.Filhaal india ke एकमात्र राज्य ASSAM me NRC ko laagu kiya gayaa hai.Desh me chhupe huye logo ko baahar karna hi NRC ka uddeshya hai.
NRC ko desh me laagu karne ke faayde aur nuksaan dono hai.Deshhit me NRC ko laagu kiya jaana hi chahiye.
full form of NRC – national register of citizens
full form of NRC – national register of citizens of india
aapko hamaare dwaara di gayee jaankari kaisi lagi pls hame comment karke bataaye..
#NRC #CAB #CAA
हँसना और मुसकुराना चाहते है
mahakal ki shayari | 25 Best mahakal shayari in hindi | jai mahakal shayari
motivational quotes for success | Top 20 motivational quotes in hindi
Good night message for lover | 20 Best good night status
~Itoms for you~
अगर आप शौकीन है और अभी तक आपने ये सस्ते और अच्छे प्रॉडक्ट नहीं खरीदे तो क्या खरीदे । सामान देखने के पैसे नही लगते । आपको एक अलग ही अनुभव मिलेगा ।
Hornbull Gift Hamper for Men – Brown Wallet and Brown Belt Men’s Combo Gift Set
सस्ते में अच्छा मिलना ये तो कमाल की बात है । और प्रॉडक्ट देखने के लिए फोटो या नीचे नीले लिंक पर क्लिक करे।
buy on amazon ⇒ Brown Wallet and Brown Belt Men’s Combo Gift Set (अभी खरीदे )
1 thought on “Full form of NRC.full form of CAB,full form of CAA.”
Comments are closed.